Wednesday, January 17, 2007

गज़ल 5

शबाब नकाब मे छुपा रहा, हौसला-ए-दीद तंग रही,
शराफ़त और शरारत के बीच, चलती जंग रही

वो खड़े थे बाम पर, जब तक जुल्फ़ें बिखेर कर
रात खामोश रही,चांदनी दंग रही

महफ़िल मे वो आये हिज़ाब ओढ़ कर
आशिकों की शाम बदरंग रही

कौन रहा अकेले औज पर देर तक
जब तक चली हवा,उढ़ती पतंग रही

3 comments:

Unknown said...

merta mai kaise zindagi mere sang rahi...
dekh ke mera saaya woh dang rahi...

Unknown said...

Kuch na hone se, kuch ho jana accha hai..

Aisa ho jane se , waisa ho jana achha hai.....

Abhishek said...

Sach kahun mujhko e unwan bura lagta hai,
Zulm sahta hua Insan bura lagata hai !
Unki khidmat to bahut door bahu beton ko
Budhe maa bap ka farman bura lagta hai !
Ab jo bari hai unki to ham paresahn hai bahut,
Apani aane pe "Aaj ka insan" bura lagta hai !
Log sab bhagte firte hai masino ki tarah,
Ghadi ke hath fansi jan bura lagta hai !
Iskadar ho gayee masruf-e-duniya apani,
Ek din thahre to mehman bura lagata hai !
Ghantiyan foot gayeen rat din bajte bajte,
Maun baitha hua bhagwan bura lagta hai !
Dosti zazba hai insan ko jine ke liye,
Chup ho gar dost ki zuban bura lagta hai !
Jisko na eelma ho jine ka pyar karne ka,
Apani mahfil me o insan bura lagta hai !
Ham hai aadam ki nasl jat ke insan sabhi,
Hamko ko to "Ram aur Rahman" bura lagta hai !
Mai nahi Tangdil na besaur hun aie dost,
kya karu dil se hun nadan bura lagta hai !